Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. ||  Imam Ali A.S.: silence is the best reply to a fool. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Agar koi chahe ke uski DUA qabool ho to woh HARAM KHANA aur HARAM KAMAI se parhez kare. ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. ||  S.47, A.7: Ay imanwalo agar tum ALLAH(k deen) ki madad karoge to wo tumhari madad karega aur tumhe sabit qadam rakhega. ||  Imam Ali A.S. Se Poocha gaya ke Sharif kaun hai? AAP ne farmaya 'Jo Kamzor ke saath INSAAF kare'.  ||  Imam Ali A.S. Bhooka rehna sabse MUFID(faydewali) aur behtar dawa (medicine) hai. ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Imam Ali A.S.-Jehalat(ignorance) har buraai ki jad(root) hai, jehalat aakherat ko barbbad kar deti hai. ||  Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. ||  Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Imam Ali A.S.- Jo ISTEKHARA karega woh kabhi hairan nahi foga aur jo mashwara(advice) lega kabhi pareshan nahi hoga. ||  Daman E Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Sakta, Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Sakta, Bughz E Haider Ki Nijasat Ha Nijasat Aisi, Aab-E-Zum Zum Bhi Jise Pak Nhi Kr Sakta ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. || 

Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Birth anniversary of Prophet Mohammad and Imam Jafar Sadiq being celebrated
Date: 4th November 2020          0-Star-Rating 0 vote(s)
Birth anniversary of Prophet Mohammad and Imam Jafar Sadiq being celebrated

Birth anniversary of Prophet Mohammad and Imam Jafar Sadiq being celebrated from tonight.

Shia Muslims celebrate Eid Miladul Nabi and Milad of Imam Jafar Sadiq on 17th Rabiul Awwal as per Islamic lunar calendar.

Birth anniversary of Prophet Mohammad and Imam Jafar Sadiq However, they began celebrating the birth anniversary of Prophet Mohamad (PBUH) from 12th Rabiul Awwal under Muslim Unity Week.

In Pakistan, Shia neighbourhood illuminate to mark celebrations.

Specially, jubilant youth and children wear new clothes and use perfumes to celebrate the day like Eid.

Shia Islamic scholars highlight holy life of Prophet Mohammad (PBUH) and Imam Jafar Sadiq (AS) during their speeches on the occasion.

Moreover, Shia naat khwan recite naat and manqabat (poetry) to pay tributes and homage to God’s last Prophet Mohammad (PBUH) and Imam Jafar Sadiq (AS). The celebrations have begun from tonight (Tuesday).

However, people are observing safety measures under SOPs to save them from pandemic. Rabiul Awwal is a month that prove unity of Sunni and Shia Muslims due to their joint celebrations.

As part of the Eid Milad-un-Nabi (SAWW) celebrations, the government has decided to observe Ishq-e-Rasool (SAAW) Week.

Shia Islamic parties also host events to celebrate Eid Milad ul Nabi (PBUH) under Hafta Wahdat-e-Muslimeen or Muslim Unity week.

Rating
0 vote(s)
Leave a comment
* Name * E-Mail
 
CAPTCHA Enter the characters as seen on the image (case insensitive)
* Comment