Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. ||  Nahjul Balagha: Certainly, the Quran is wonderful in its outward form, and its inner meanings are profound. ||  The Holy Prophet Mohammad s.a.w.w said :Train your children in three things :thelove of your Prophet ,the love of his progeny i.e AHLULBAYT and recitation of the Quran....Al -Jami-ul-saghir vol 1 p14 ||  Imam Ali A.S.: silence is the best reply to a fool. ||  Daman E Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Sakta, Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Sakta, Bughz E Haider Ki Nijasat Ha Nijasat Aisi, Aab-E-Zum Zum Bhi Jise Pak Nhi Kr Sakta ||  Imam Sadiq A.S. Jo wuzu ke bad kisi chiz se khushk(wipe) nahi karega aur aazae wuzu khud ba khud khushk ho jae(sukh jaye) to ose 30 nekiyon ka sawab milega. ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Hazrat Mohammad Mustfa SAWW- Maa Baap ki nafarmani wo gunah hai ki aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Agar koi chahe ke uski DUA qabool ho to woh HARAM KHANA aur HARAM KAMAI se parhez kare. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW-Agar Koi MUSALMAAN ko milawat wala MAAL bechta hai wo humme se nahi hai. QAYAMAT ke din wo YAHUDIYO ke sath uthaya jayega. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Imam Ali A.S.- Apne bacho ka naam paida hona se pehle rakho. ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Sona(Gold) aur Resham meri ummat ki Aurto ke liye Halal hai aur Mardo ke liye Haram hai. ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Imam Ali A.S. : If there was another god he would have sent you his prophets. ||  Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki || 
Month Of Rajab

1Rajab-al-Murajjab Birth of Imam Mohammad Baqir(a.s.) - [57 A.H.]

2 Rajab-al-Murajjab Birth of Imam Ali Naqi al-Hadi(a.s.) - [214 A.H.]

3 Rajab-al-Murajjab Martyrdom of Imam Ali Naqi al-Hadi(a.s.) - [254 A.H.]

5 Rajab-al-Murajjab Birth of Imam Ali Naqi al-Hadi(a.s.) - [214 A.H.]

10 Rajab-al-Murajjab Birth of Imam Mohammad Taqi al-Jawwad(a.s.) - [195 A.H.]

12 Rajab-al-Murajjab Death of Hazrat Abbas ibn-e-Abdul Muttalib - Uncle of Prophet Mohammad(sawaw)

13 Rajab-al-Murajjab Birth of Imam Ali ibn-e-Abi Talib(a.s.) - [30 B.H.] Ayyam-e-Bayz

14 Rajab-al-Murajjab Ayyam-e-Bayz

15 Rajab-al-Murajjab Death of Hazrat Zainab bint-e-Ali(a.s.) - [62 A.H.] Ayyam-e-Bayz

20 Rajab-al-Murajjab Birth of Hazrat Sakina bint-al-Hussain(a.s.)

24 Rajab-al-Murajjab Battle of Khaibar - [7 A.H.]

25 Rajab-al-Murajjab Martyrdom of Imam Moosa al-Kazim(a.s.) - [183 A.H.]

26 Rajab-al-Murajjab Death of Hazrat Abu Talib(a.s.)

27 Rajab-al-Murajjab Shab-e-Mairaj

28 Rajab-al-Murajjab Start of Journey of Imam Hussain(a.s.) towards Karbala - [60 A.H.]

29 Rajab-al-Murajjab Battle of Tabouq - [9 A.H.]