Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  Imam Mehdi ATFS- Jab ALLAH SAWW se koi DUA maango to pehle MUHAMMAD WA AALE MUHAMMAD par DURUD(Salwat) bhejo phir apni dua talab karo/maanogo. SALWAT ||  Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. ||  Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW-Agar Koi MUSALMAAN ko milawat wala MAAL bechta hai wo humme se nahi hai. QAYAMAT ke din wo YAHUDIYO ke sath uthaya jayega. ||  Imam Ali A.S.- Jo ISTEKHARA karega woh kabhi hairan nahi foga aur jo mashwara(advice) lega kabhi pareshan nahi hoga. ||  Imam Ali A.S. : If there was another god he would have sent you his prophets. ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  The Holy Prophet Mohammad s.a.w.w said :Train your children in three things :thelove of your Prophet ,the love of his progeny i.e AHLULBAYT and recitation of the Quran....Al -Jami-ul-saghir vol 1 p14 ||  Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki ||  Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. ||  Daman E Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Sakta, Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Sakta, Bughz E Haider Ki Nijasat Ha Nijasat Aisi, Aab-E-Zum Zum Bhi Jise Pak Nhi Kr Sakta || 
Splitting of Kaaba Because Imam Ali Birth
Date: 5th June 2012           5-Star-Rating 10 vote(s)
Splitting of Kaaba Because Imam Ali Birth

But when the time of Ali's birth approached, his mother, Fatima Bint Asad, was asked to enter the Kaba. And this was not an accidental affair as if a woman was in the mosque and suddenly she was delivered of a child. She was expressly called to enter the Kaba, the door of which was locked. Some uninformed people think that Fatima Bint Asad was in the Holy Mosque when she felt labor pains, could not go out, and gave birth to the child. The fact was otherwise. It was the month of Fatima Bint Asad's confinement. She went to the Masjidu'l-Haram, where she felt labor pains. She prayed to Allah in the precinct of the Kaba, saying: "O Allah! I pray to you in the name of your honor and awe, to put me at my ease in this labor." Suddenly, the wall of the Kaba, which was locked, opened.

Another report says that a voice was heard saying: "O Fatima! Enter the House." Fatima went into the House of Allah in front of a crowd of people who were sitting round that place and the wall returned to its original condition. The people were greatly astonished. Abu Talib instantly came there and tried his best to unlock the door, but the door did not open. For three days Fatima Bint Asad remained inside the Kaba, apparently without sustenance of any kind. Both sects (Shias and Sunnis) agree that no one else had ever been given such distinction. 

Rating
10 vote(s)
Comments: 2
Moonis says:
Tuesday, 13th November, 2012 02:25 AM
this pic is not muqam-e-shaq , plz correct , the real place is just behind of new door , the shown pic is ruken-e-Yamani , i have visited this year and confirmed from many ulamaas there
Thumb up  2  Thumb down  0  Reply
Gulzar Alisays:
Wednesday, 13th November, 2013 12:57 AM
Maola Ali was came in like child but I know in my mind that Maola is the first light of Allah Jaljlalahoo (Noor-e-Aazam) appeared when was not create all universe no land no sky and not day and night but Maola was remain covered from all over the world. And Maola was appeared in Kaba and with mother of Moala Hazrat Fatimah binat Asad. Ok The upper written committs are right. In the world to heared and seeing that Maola was born from his mother.
Thumb up  1  Thumb down  0  Reply
Leave a comment
* Name * E-Mail
 
CAPTCHA Enter the characters as seen on the image (case insensitive)
* Comment