Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Imam Ali A.S. Bhooka rehna sabse MUFID(faydewali) aur behtar dawa (medicine) hai. ||  Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. ||  Imam Ali A.S.- ILM aisi khubsurti hai jo chipi(hidden) rehti aur aisa rishta hai jo munqata(disconnect) nahi hota. ||  Imam Ali A.S. Se Poocha gaya ke Sharif kaun hai? AAP ne farmaya 'Jo Kamzor ke saath INSAAF kare'.  ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. ||  Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. ||  Imam Ali A.S.- Apne bacho ka naam paida hona se pehle rakho. ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Imam Sadiq A.S. Jo wuzu ke bad kisi chiz se khushk(wipe) nahi karega aur aazae wuzu khud ba khud khushk ho jae(sukh jaye) to ose 30 nekiyon ka sawab milega. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  S.7, A.20 : Logo Quran Padha jaye to dhiyaan se suno aur khamosh raho taaki tum par reham kiya jaye. ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW-Agar Koi MUSALMAAN ko milawat wala MAAL bechta hai wo humme se nahi hai. QAYAMAT ke din wo YAHUDIYO ke sath uthaya jayega. || 

Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Nigerian forces attack Sheikh Zakzaky's supporters
Date: 27th January 2021          0-Star-Rating 0 vote(s)
Nigerian forces attack Sheikh Zakzaky's supporters

Nigerian security forces have attacked a popular rally of Sheikh Ibrahim Zakzaky's supporters in Abuja.

The protest rally was being held on Monday against Sheikh Zakzaky's arrest and trial. Those attending the protests called for the immediate and unconditional release of Zakzaky, who is the leader of the Islamic Movement in Nigeria (IMN).

A prominent Islamic human rights NGO has urged Nigeria to release the country’s leading Muslim cleric and his wife, who have been unlawfully detained by Abuja since 2015 and afflicted with considerable suffering, now that they have been diagnosed with COVID-19 infection.

The London-based Islamic Human Rights Commission (IHRC) made the plea with Nigerian President Muhammadu Buhari on Thursday, reminding the illegal grounds on which the duo were being kept.

“Mallimah Zeenah tested positive for COVID-19 this week in Kaduna state prison,” the body said, referring respectively to Sheikh Ibrahim al-Zakzaky’s spouse and the facility in the northwestern city of Kaduna, where they were incarcerated. The release, it added, was necessary “to protect them from the spread of COVID-19 in the country’s jails.”

A prominent Islamic human rights NGO has urged Nigeria to release the country’s leading Muslim cleric and his wife, who have been unlawfully detained by Abuja since 2015 and afflicted with considerable suffering, now that they have been diagnosed with COVID-19 infection.

The London-based Islamic Human Rights Commission (IHRC) made the plea with Nigerian President Muhammadu Buhari on Thursday, reminding the illegal grounds on which the duo were being kept.

In late 2015, Nigerian forces brutally attacked Zakzaky’s residence in the city of Zaria in Kaduna State and the followers of the Islamic Movement in Nigeria (IMN) Muslim group that he leads. They laid the couple under arrest and went on to slay three of Zakzaky’s sons and more than 1,000 of IMN’s supporters.

Abuja ordered the massacre after claiming that the IMN had “attacked” a convoy carrying Nigeria’s defense minister. Reports, however, have shown how the convoy intentionally crossed paths with a religious procession by the movement earlier, prompting a conflict with its supporters that the state used as a pretext to launch the bloodbath.

Rating
0 vote(s)
Leave a comment
* Name * E-Mail
 
CAPTCHA Enter the characters as seen on the image (case insensitive)
* Comment