Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Agar koi chahe ke uski DUA qabool ho to woh HARAM KHANA aur HARAM KAMAI se parhez kare. ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Imam Ali A.S. Bhooka rehna sabse MUFID(faydewali) aur behtar dawa (medicine) hai. ||  Imam Ali A.S. Se Poocha gaya ke Sharif kaun hai? AAP ne farmaya 'Jo Kamzor ke saath INSAAF kare'.  ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Sadiq A.S. Jo wuzu ke bad kisi chiz se khushk(wipe) nahi karega aur aazae wuzu khud ba khud khushk ho jae(sukh jaye) to ose 30 nekiyon ka sawab milega. ||  Imam Ali A.S.: silence is the best reply to a fool. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW-Agar Koi MUSALMAAN ko milawat wala MAAL bechta hai wo humme se nahi hai. QAYAMAT ke din wo YAHUDIYO ke sath uthaya jayega. ||  Hazrat Mohammad Mustfa SAWW- Maa Baap ki nafarmani wo gunah hai ki aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. ||  S.7, A.20 : Logo Quran Padha jaye to dhiyaan se suno aur khamosh raho taaki tum par reham kiya jaye. ||  Imam Ali A.S.- ILM aisi khubsurti hai jo chipi(hidden) rehti aur aisa rishta hai jo munqata(disconnect) nahi hota. ||  Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. ||  Imam jafar Sadiq A.S.- Apni Aulaad ke nek naam rakho kyun ki qayamat me inhee naamo ke zariye pukara jayaga. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. || 
Scholarly attainments of Hazrat Imam Jafer Sadiq (AS)
Date: 20th October 2010           0-Star-Rating 0 vote(s)
Scholarly attainments of Hazrat Imam Jafer Sadiq (AS)

As a child, Ja'far Al-Sadiq studied under his grandfather, Zayn al-Abidin. After his grandfather's death, he studied under and accompanied his father, Muhammad al-Baqir, until Muhammad al-Baqir died in 733.

Ja'far Al-Sadiq became well versed in Islamic sciences, including Hadith, Sunnah, and the Qur'an. In addition to his knowledge of Islamic sciences, Ja'far Al-Sadiq was also an adept in natural sciences, mathematics, philosophy, astronomy, anatomy, alchemy and other subjects.

The foremost Islamic alchemist, Abu Musa Jabir ibn Hayyan, known in Europe as Geber, was Ja'far Al-Sadiq's most prominent student. Ja'far Al-Sadiq was known for his liberal views on learning, and was keen to debate with scholars of different faiths and of different beliefs.

Abū Hanīfa was an Islamic scholar and Jurist. He was a student of Ja'far Al-Sadiq, as was Imam Malik ibn Anas, who quotes 12 hadiths from Imam Jafar Sadiq in his famous Al-Muwatta.[8]

Quotations

• Whoever attacks a matter without knowledge cuts off his own nose.

• Intellect is the guide of the believer.

• The perfection of intellect is in three (things): humbleness for God, good certainty, and silence except for good.

• Ignorance is in three (things): Arrogance, the intensity of dispute, and the ignorance about God.

• Certainly, knowledge is a lock and its key is the question.

• When the believer becomes angry, his anger should not take him out of the truth; and when he becomes satisfied, his satisfaction should not bring him into falsehood.

• Some manners of the ignorant are: the answer before he hears, the opposition before he understands, and the judgment with what he does not know.

Rating
0 vote(s)
Leave a comment
* Name * E-Mail
 
CAPTCHA Enter the characters as seen on the image (case insensitive)
* Comment