Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW-Agar Koi MUSALMAAN ko milawat wala MAAL bechta hai wo humme se nahi hai. QAYAMAT ke din wo YAHUDIYO ke sath uthaya jayega. ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  S.7, A.20 : Logo Quran Padha jaye to dhiyaan se suno aur khamosh raho taaki tum par reham kiya jaye. ||  Hazrat Mohammad Mustfa SAWW- Maa Baap ki nafarmani wo gunah hai ki aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. ||  Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Ali A.S. Bhooka rehna sabse MUFID(faydewali) aur behtar dawa (medicine) hai. ||  Nahjul Balagha: Certainly, the Quran is wonderful in its outward form, and its inner meanings are profound. ||  Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. ||  Imam Ali A.S.- ILM aisi khubsurti hai jo chipi(hidden) rehti aur aisa rishta hai jo munqata(disconnect) nahi hota. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. || 
Noroz

IMAM JAFFER SADIQ as ne frmaya is din ki bht Fazilat hy.
1:khuda ne bndo se iqrar lya tha k Isko WHADA O LA'SHARIK smjo or ksi ko uski ibadat me sharik na krna.
2:Suraj ne apni pheli kiran Zameen pe dali.
3:Hazrat Nooh ki kashti tofan k bd par lgi thi.
4: pegambr e Kharqil k sawal k khuda tu bosida Hadiyo ko kse zinda krega?khuda k hukum se Hzrt ne pani chirka to wo 30 hazr zinda hogaye.isi wja se sunat hy k Momineen ek dosre pe pani dale or Ghusal kre.
5:Isi roz Hazrat ALI as ne doshe RASOOL saww pe char kr Khana e Qaba me boot shikni ki.
6:EID E GADEER ka yhi roz tha.
7: Aaj He K Din ALLAH Ne Zameen Banae
8: Aaj He K Din Zameen Apna Chakar Pura Kerti Hay
9: Aaj He K Din RASOOL s.aw.w Ne MAULA ALI A.S Ko GHADIR Mein Dunya Ko Dikha Ker Bataya Tha K "JISS JISS KA MAIN MAULA AAJ SAY US US KA ALI MAULA"
10: Aaj He K Din PANJTAN PAK a.s Ka Noor Bana
11: Aaj He K Din IMAM-E-MEHDI a.j Dobara Zahoor Kerain Gay

Namaz-e-Noroz Perhain Aur Apnay Sath Tamaam Musalmanon K Haq Mein Dua Kerain,, Tamaam Momineen Ko Noroz Bht Bht Mubarak Ho

 

Syed Tahir Husain Naqvi