Imam jafar Sadiq A.S.- Apni Aulaad ke nek naam rakho kyun ki qayamat me inhee naamo ke zariye pukara jayaga. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW-Agar Koi MUSALMAAN ko milawat wala MAAL bechta hai wo humme se nahi hai. QAYAMAT ke din wo YAHUDIYO ke sath uthaya jayega. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Ali A.S.: silence is the best reply to a fool. ||  Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. ||  Daman E Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Sakta, Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Sakta, Bughz E Haider Ki Nijasat Ha Nijasat Aisi, Aab-E-Zum Zum Bhi Jise Pak Nhi Kr Sakta ||  Wo Jis Ne Apny Na Na Ka Wada Wafa Kar Dia Ghar Ka Ghar Supard-E-Khuda Kar Dia Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat Ka Jaam Us 'Hussain Ibne-Ali' Par Lakhon Salam ||  Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. ||  S.47, A.7: Ay imanwalo agar tum ALLAH(k deen) ki madad karoge to wo tumhari madad karega aur tumhe sabit qadam rakhega. ||  Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. ||  Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki ||  Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  S.7, A.20 : Logo Quran Padha jaye to dhiyaan se suno aur khamosh raho taaki tum par reham kiya jaye. ||  Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Hazrat Mohammad Mustfa SAWW- Maa Baap ki nafarmani wo gunah hai ki aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. || 

Post Article

Post Your Articles

Weekly Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Hazrat Fatima (salam ullah Alaiha s.a.)
Luminous Points in the Life of  FATIMA AL-ZAHRA (A.S)
Luminous Points in the Life of FATIMA AL-ZAHRA (A.S)
Talking about any aspect or any stage in Fatima's life cannot be separated from those whom she lived with, or from the virtues and qualities that made Fatima and the people who constituted her closest...More
May 13, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
21431 Views

Before birth talked to her mother a lyrical tribute to Hazret Zahra (AS)
Before birth talked to her mother a lyrical tribute to Hazret Zahra (AS)
Sayeda-tu Nessa-el Aalameen, or the Mistress of the women of the world, Hazart-e Fatemah Zahra (S.A) was the dear daughter of the Prophet Mohammad (S.W). She was born on 20...More
February 16, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
9902 Views

Hazrat Fatimahs sermon after Fadak was snatched
Hazrat Fatimahs sermon after Fadak was snatched
Praise be to Allah for that which He bestowed (upon us); And thanks be to Him for all that which He inspired; and commended in His Name for that which He Provided: Form prevalent favors which He creat...More
January 19, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
8765 Views

Mourning for Zahra (pbhu)
Mourning for Zahra (pbhu)
In the middle of the night, the cry of a hopeless sorrow flew out of this house. And then some more... The women from the Ghorayche tribe, especially those from the Bani Hashem tribe, came out of th...More
November 28, 2010
4-Star-Rating 2 vote(s)
7077 Views