Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. ||  S.47, A.7: Ay imanwalo agar tum ALLAH(k deen) ki madad karoge to wo tumhari madad karega aur tumhe sabit qadam rakhega. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  S.7, A.20 : Logo Quran Padha jaye to dhiyaan se suno aur khamosh raho taaki tum par reham kiya jaye. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW-Agar Koi MUSALMAAN ko milawat wala MAAL bechta hai wo humme se nahi hai. QAYAMAT ke din wo YAHUDIYO ke sath uthaya jayega. ||  Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. ||  Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. ||  Imam jafar Sadiq A.S.- Apni Aulaad ke nek naam rakho kyun ki qayamat me inhee naamo ke zariye pukara jayaga. ||  Imam Sadiq A.S. Jo wuzu ke bad kisi chiz se khushk(wipe) nahi karega aur aazae wuzu khud ba khud khushk ho jae(sukh jaye) to ose 30 nekiyon ka sawab milega. ||  Imam Ali A.S.-Jehalat(ignorance) har buraai ki jad(root) hai, jehalat aakherat ko barbbad kar deti hai. ||  Imam Mehdi ATFS- Jab ALLAH SAWW se koi DUA maango to pehle MUHAMMAD WA AALE MUHAMMAD par DURUD(Salwat) bhejo phir apni dua talab karo/maanogo. SALWAT ||  Wo Jis Ne Apny Na Na Ka Wada Wafa Kar Dia Ghar Ka Ghar Supard-E-Khuda Kar Dia Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat Ka Jaam Us 'Hussain Ibne-Ali' Par Lakhon Salam ||  Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. ||  Hazrat Mohammad Mustfa SAWW- Maa Baap ki nafarmani wo gunah hai ki aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. || 

Post Article

Post Your Articles

Weekly Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Imam Ali (A.S.)
Splitting of Kaaba Because Imam Ali Birth
Splitting of Kaaba Because Imam Ali Birth
But when the time of Ali's birth approached, his mother, Fatima Bint Asad, was asked to enter the Kaba. And this was not an accidental affair as if a woman was in the mosque and suddenly she was...More
June 05, 2012
5-Star-Rating 10 vote(s)
27686 Views

Event of Ghadir Khumm
Event of Ghadir Khumm
The following is a description of the historic event of Ghadir Khumm.  Click on the book icons below to see the detailed references backing up each key element of this event.  The separ...More
November 11, 2011
5-Star-Rating 1 vote(s)
26310 Views

The event of Ghadeer Khum in Quran-Sunnah & History
The event of Ghadeer Khum in Quran-Sunnah & History
As you know that the Shi`a say that Ali (rah) is the one who should have been the first khalifa and not Abu Bakr (rah) (or Umar (rah) or Uthman (rah)). They bring some evidences from the Sunni books (...More
November 11, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
9007 Views

Eid-e Ghadir-Declaration at Ghadir e Khumm
Eid-e Ghadir-Declaration at Ghadir e Khumm
Yaum-ul-Ghadir Mubarak Everyone!    Eid-e Gadhir is celebrated with great rejoicing by Shia Muslims where they remember Prophet Muhammad's last instructions to the believers. Eid-...More
November 11, 2011
5-Star-Rating 1 vote(s)
41454 Views

History of Imam Ali b. Abi Talib, peace be on him, shrine
History of Imam Ali b. Abi Talib, peace be on him, shrine
The visit of Prophet Abraham and Isaac and Abraham's prediction and desire to buy the Valley of Peace Those who have visited Najaf will remember vividly that to the north ...More
November 22, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
14140 Views

Ghadir - the greatest feast
Ghadir - the greatest feast
Today I have perfected your religion and completed my favor upon you, and I was satisfied that Islam be your religion. (Quran 5:3) When Noah was appointed, he called upon...More
September 15, 2010
5-Star-Rating 1 vote(s)
22622 Views

Imam Ali (A.S.) Last Will after Dharbah on Ramadan 19
Imam Ali (A.S.) Last Will after Dharbah on Ramadan 19
In the 40th year of Hijri, in the early hours of the morning of 19th Ramadan, Imam Ali (AS) was struck with a poisoned sword by the Kharijite Ibn Muljim (may the curse of Allah be upon him) while ...More
August 10, 2010
3-Star-Rating 2 vote(s)
13873 Views